May 12, 2024

Nazar Lyrics- Vish | Mtv Hustle 03

Nazar Lyrics- Vish | Mtv Hustle 03

Nazar Lyrics. Nazar Is Latest Hindi Album Song By Vish From Mtv Hustle 03. Nazar Lyrics Written By Vish. The Starring Of This Song Are Vish. Music Is Given By Karan Kanchan. This Song Sung By Vish.

Song : Nazar
Album : Mtv Hustle 03
Singer : Vish
Lyrics : Vish
Music : Karan Kanchan
Label : Kaanphod Music

Nazar Lyrics

Ye Kaisa Ehsaas Tumhara
Phool Ke Kaatein Kya Khud Ko Mein Kaat Dun
Aao Pass Toh Mere

Ya Barish Ki Bundo Ko Dard Aapna Baat Dun
Jaane Anjaane De Bheta Tha Dil
Chale Gaye Dur Ab Kiska Mein Naam Lun

Lherati Thi Jhulfe Tumhari Ab Kisko Main Hawa Ka Ehsaas Dun
Haatho Mein Haath Tha Phele Ab Tere Bina Mein Lakeero Ko Naapta
Raat Ka Samay Yaadon Ke Parche Mein Kaat Ta

Dekhe Hai Toot Te Taare Ko Aisa Laga Usmein Tera Hi Haath Tha
Suraj Ki Garmi Chube Mujhe Har Kirno Mein Jaani Tera Hi Naam Tha

Mein Khali Panna Hoon Tum Kalam Ko Hi Tod Gayi
Eshara Ek Kaafi Teri Aankhein Bol Gayi
Jhoote Waade Naate Mujhse Kyun Tu Jodh Gayi
Chamakte Dil Mein Andhera Kyun Tu Ghol

Tum Saath Ho Ya Na Ho
Kya Fark Hai Bedard Thi Zindagi
Bedard Hai Agar Tum Saath Ho
Agar Tum Saath Ho

Dil Lage Khaali Kyun
Yaadon Mein Dhakil Hoon
Beetein Kai Saal Kaise Puchhun Tera Haal Sirf
Harfo Mein Shamil Tu

Falak Ki Roshni Ab Chubti Hai Aankhon Mein
Chaand Ki Bhi Roshni Qatal Kare Raat Mein
Pehli Wali Baat Cheet Tum Nahi Mere Haathon Mein
Saath Tumhara Jaise Chal Padhe Kaanto Pe

Haan Tere Bina Kasie Hum Naap Lenge Raaste
Gumnaam Aur Anjaan Iss Modh Pe Thae Raabte
Tum Kahi Dur Aur Dur Usse Phasle Haan

Phele Maanga Maine Tumhe Tumse
Ab Muraad Meri Rab Se Mein Puchhun Sawaal
Main Doobta Chala Gaya Bahaar Aau Kaise Kal Se
Jab Beete Hue Kal Mujhe Raat Ko Dhakal De

Khuda Se Phele Maine Tera Naam Liya
Duao Mein Maine Tujhe Maang Liya
Har Jagha Tera Hai Nishaan Piya
O Re Piya

Tum Saath Ho Ya Na Ho
Kya Farak Hai Bedard Thi Zindagi
Bedard Hai
Agar Tum Saath Ho
Agar Tum Saath Ho

Kahaani Meri Kagazoon Pe
Kalam Bhi Tut Gaye Thae
Dard Ke Bahano Se

Farak Hota Kaafi Sapne Aur Afsano Mein
Yaad Karun Pata Chala Dard Mere Laazmi Thae