May 6, 2024

Lockdown Lyrics – Shen B | MTV Hustle 0

Lockdown Lyrics - Shen B | MTV Hustle 0

Lockdown Lyrics By Shen B From MTV Hustle 03 Album. Lockdown Song Is Latest Hindi Song By Shen B. Lockdown Lyrics Are Written By Shen B. Music Is Given By Karan Kanchan. This Song Sung By Shen B.

Song : Lockdown
Singer : Shen B
Lyrics : Shen B
Music : Karan Kanchan
Album : MTV Hustle 03
Label : KaanPhod Music

Lockdown Lyrics

Jhuka Doon Nazrein Ye Sarr Nahi
Kisi Tanz Ka Ab Asar Nahi
Gumnaam Hoon Yaan Hoon Dar Badar
Main Khud Se Toh Bekhabar Nahi

Main Khud Ka Hi Humsafar Sahi
Tu Khud Mein Kyun Besabar Sahi
Jiss Bistarre Mein Tu Leta Shaan Se
Dhyaan De Kahin Qabar Nahi

Aise Main Daudoon Toofaano Mein Jaise
Gunaahon Ke Naape Samandar Ho
Haath Main Gairon Ke Dono Milata
Na Jaane Kiss Haath Mein
Dangar Ho

Beech Ke Bandar Ho Ahl E Sikander Ho
Girte Hain Saare Jo Dil Se Hi Dangar Ho
Baatein Hi Banjar Ho Dhurandhar Ho
Saansien Rahengi Jo Gharke Hi Andar Ho

Haan Maana Abhi Utna Na Bada
Chadha Kitno Pe Sarr Nahi Chadha
Aake Dekh Zara Mere Galliyon Mein
Yahaan Scene Unseen Par Kabse
Hoon Khada

Abhi Kaam Mera Naam Se Na Bada
Tabhi Din Mera Shaam Se Na Bada
Aake Chal Zara Mere Kadmon Mein
Angaar Mere Seene Mein Phir Bhi Na Sada

Main Phir Bhi Na Sada Phir Bhi Na Sada
Tum Ladte Reh Gaye Main Phir Bhi Na Lada
Bina Wajah Lado Tum Mere Jaani
Leke Chalun Main Bhi Apni Kahaani

Duniya Ki Nahi Apni Hi Maani
Zaaya Karte Na Apni Jawaani
Sunn Meri Ya Tu Kar Manmaani
Harkatein Lagi Nahi Khaandani

Kashmakash Ki Baitha Kashtiyon Mein
Abhi Kehar Ki Lehar Hai Aani
Yun Na Chhoona Mujhko Tu Bro
Chaloon Main Jo Aandhiyon Mein
Machta Hai Shor

Phir Kare Aisi Baatein Waisi Baatein
Sach Bolun Mujhko Tu Kare Thoda Bore
Kona Kona Mujhe Jaane Bro
Ye Na Jaane De Bahaane Bane Mere Dost

Jo Bete Saatvi Se Saath Hi Thae Saath Jeete
Saare Dikhein No More
Aise Aayien Hum Jaise Aane Wali
Aandhi

Shor Utthe Aise Jaise Aane Wali Kranti
Chalta Na Rahon Mein
Jaise Gumraah Hoon Main
Izzat Na Dikhe Jo Unki Nigaahon Mein

Haq Hai Mera Toh Na Aankh Churaun Main
Chheen Ke Loon Par Na Haath Phailaun Main
Kyun Jaagta Hoon
Bina Baaton Se Kaat Ta Hoon

Main Toh Baatein Bhi Kaat Ta Hoon
Main Na Haathon Mein Baat Laaun
Toh Phir Kaisi Main Jaat Ka Hoon
Barsaaton Mein Aag Laaon

Jo Puchho Toh Raasta Hoon
Jo Dekho Toh Khaansta Hoon
Main Khud Se Bhaagta Hoon
Tu Kya Jaani Bhagaayega Mujhe

Main Khud Se Bhaagta Hoon
Main Khud Se Bhaagta Hoon

Let’s Go
Pal Pal Chalte Musalsal Mere Galle Padhte Na
Ghar Se Nikal Kar Jalkar Raakh Hain Khaak Hain
Baithhe Saare Taak Mein Rakhte Khayaal Mein

Tabhi Toh Aabaad Main Saaz Main Dil Ka Khilta
Mehfil Sa Milta Main Chill Sa Mic Pe Karoon Kill Haan
Waade Se Nahi Hilta Gairon Se Nahi Milta
Mehlon Mein Nahi Phirta Kar Mera Zikar Na

See this : तेरे बिना Tere Bina Lyrics – Salman Ali | Muskaan

Haan Bete Mere Saare Kaam Hit Hai
Tere Kaam Chhote Daam Bade Sar E Aam Shit Hai
Munh Khol Diya Bete Tune Jhol Kiya Bete
Tere Jaise Maine Jaani Kitne Lapete

Tu Late Hai Ye Fate Hai
Bin Wajah Kyun Karte Hate Hain Waiting
Jaao Jaake Leke Aao Abhi Mera Crown
Yahaan Hone Wala Lockdown