April 30, 2024

Banati Hai Jo Tu Lyrics | Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics

Banati Hai Jo Tu Lyrics Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics

Banati Hai Jo Tu Lyrics | Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics Are Written By Irshad Kamil. This Song Sung By Arijit Singh. Music Is Given By Pritam. The Starring Of This Song Is Shah Rukh Khan, Anushka Sharma.

Song : Hawayein
Music : Pritam
Singer : Arijit Singh
Lyrics : Irshad Kamil

Banati Hai Jo Tu Lyrics | Tujhko Main Rakh Lu Waha Lyrics

Tujhko…
Main Rakh Loon Wahaan
Jahaan Pe Kahin
Hai Mera Yaqeen

Main Jo…
Tera Naa Huaa
Kisi Ka Nahin…
Kisi Ka Nahin..

Le Jaayein Jaane Kahaan
Hawayein, Hawayein…

Le Jaayein Tujhe Kahaan
Hawayein, Hawayein…

Begaani Hai Yeh Baaghi
Hawayein, Hawayein

Le Jaaye Mujhe Kahan
Hawayein, Hawayein

Le Jaayein Jaane Kahaan,
Na Mujhko Khabar
Na Tujhko Pataa…

O …O .O ….

Banaati Hai Jo Tu…
Woh Yaadein Jaane Sang Mere Kab Tak Chale

Inhi Mein To Meri…
Subah Bhi Dhalein

Shamein Dhalein
Mausam Dhalein

Khayalon Ka Shehar…
Tu Jaane Tere Hone Se Hi Aabaad Hai

Hawayein Haq Mein…
Wohi Hai Aate Jaate Jo Tera Naam Le

Deti Hain Jo Sadayein
Hawayein, Hawayein

Na Jaane Kya Batayein
Hawayein, Hawayein

Le Jaaye Tujhe Kahaan
Hawayein, Hawayein

Le Jaaye Mujhe Kahaan
Hawayein, Hawayein

Le Jaayein Jaane Kahaan, Na Mujhko Khabar
Naa Tujhko Pataa…

O …O .O ….

Chehra..
Kyun Milta Tera
Yun Khwabon Se Mere
Ye Kya Raaz Hai?

Kal Bhi.. Meri Na Thi Tu
Naa Hogi Tu Kal
Meri Aaj Hai

Teri Hai Meri,
Saari Wafayein Wafayein

Maangi Hai Tere Liye
Duaayein Duaayein

Le Jaaye Tujhe Kahaan..
Hawayein, Hawayein

Le Jaaye Mujhe Kahaan..
Hawayein, Hawayein

Le Jaaye Jaane Kahaan
(Hawayein Hawayein)

Le Jaaye Tujhe Kahaan
(Hawayein Hawayein)

Le Jaaye Jaane Kahaan
(Hawayein Hawayein)

Le Jaaye Tujhe Kahaan
(Hawayein Hawayein)

बनाती है जो तू Lyrics In Hindi

तुझको मैं रख लूँ वहाँ,
जहाँ पे कहीं है मेरा यकीं

मैं जो तेरा न हुआ,
किसी का नहीं, किसी का नहीं

ले जाएँ जाने कहाँ, हवाएँ, हवाएँ
ले जाएँ तुझे कहाँ, हवाएँ, हवाएँ

बेगानी है ये बागी, हवाएँ, हवाएँ
ले जाएँ मुझे कहाँ, हवाएँ, हवाएँ

ले जाएँ जाने कहाँ,
न मुझको खबर, न तुझको पता

बनाती है जो तू,
वो यादें जाने संग मेरे कब तक चले

इन्हीं से तो मेरी,
सुबह भी ढले, शामें ढले, मौसम ढले

ख्यालों का शहर,
तू जाने तेरे होने से ही आबाद है
हवाएँ हक में, वही है आते-जाते जो तेरा नाम ले

देती है जो सदायें, हवाएं, हवाएं
न जाने क्या बताएँ, हवाएं, हवाएं
ले जाए तुझे कहाँ…

चेहरा क्यूँ मिलता तेरा, यूँ ख़्वाबों से मेरे
ये क्या राज़ है

कल भी मेरी ना थी तू, ना होगी तू कल
मेरी आज है

तेरी है मेरी सारी वफ़ाएँ, वफ़ाएँ
तेरे ही लिए सारी दुआएँ, दुआएँ

ले जाएँ तुझे कहाँ, हवाएं, हवाएं
ले जाएँ मुझे कहाँ, हवाएं, हवाएं.