April 23, 2024

Aaya Woh Phir Nazar Aise Lyrics

Aaya Woh Phir Nazar Aise Lyrics

Aaya Woh Phir Nazar Aise Lyrics. This Song Lyrics Are Written By Sandeep Shrivastava. This Song Sung By Mohit Chauhan. Music Is Given By Pritam. The Starring Of This Song Is Katrina Kaif, Neil Nitin Mukesh.

Song : Tune Jo Na Kaha
Singer : Mohit Chauhan
Music : Pritam
Lyrics : Sandeep Shrivastava

Aaya Woh Phir Nazar Aise Lyrics

Tune Jo Na Kaha Main Woh Sunta Raha
Khamkha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Tune Jo Na Kaha Main Woh Sunta Raha
Khamkha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na Apna Thikana Raha

Door Chahat Se Mein Apni Chalta Raha
Khamkha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Dard Pehle Se Hai Jyada
Khud Se Phir Yeh Kiya Vaada

Khamosh Nazrein Rahe Bezubaan
Ab Na Pehle Si Baatein Hain

Bolo To Lab Thar Tharatein Hain
Raaz Yeh Dil Ka Na Ho Bayaan

Ho Gaya Ke Aasar Koyi Hum Pe Nayi
Humsafar Mein Toh Hai Humsafar Hai Nahi

Door Jaata Raha Paas Aatha Raha
Khamkha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Aaya Woh Phir Nazar Aise
Baat Chhidne Lagi Phir Se

Aankhon Mein Chubhtha Kal Ka Dhuwaan
Haal Tera Na Hum Sa Hai

Is Khushi Mein Kyun Gham Sa Hai
Basne Laga Kyun Phir Woh Jahan

Woh Jahan Door Jis’se Gaye The Nikal
Phir Se Yaadon Ne Kar Di Hai Jaise Pehal

Lamha Beeta Huwa Dil Dhukata Raha
Khamkha Bewajah Khwaab Bunta Raha

Tune Jo Na Kaha Main Woh Sunta Raha
Khamkha Bewajah Khwaab Bunta Raha

See this :   Kahani Ki Meri Sathiya Hai Lyrics

Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na Apna Thikana Raha

Door Chahat Se Main Apni Chalta Raha
Bhujh Gayi Aag Thi Daag Jalta Raha