April 18, 2024

अच्छा सिला दिया – Achha Sila Diya Lyrics – Rajkumar Rao

अच्छा सिला दिया - Achha Sila Diya Lyrics - Rajkumar Rao

अच्छा सिला दिया – Achha Sila Diya Lyrics – Rajkumar Rao. This  Lyrics Are Written By Jaani. This Song Sung By B Praak, Jaani. Music Is Given By B Praak. The Starring Of This Song Is Rajkummar Rao, Nora Fatehi.

Song : Achha Sila Diya
Lyrics : Jaani
Singer : B Praak, Jaani
Music : B Praak
Label : T-Series

अच्छा सिला दिया – Achha Sila Diya Lyrics – Rajkumar Rao

Yeh Chhoti Moti Baatein
Toh Rehti Hain (X2)

Yeh Chhoti Moti Baaton Se
Kahan Dare Hum

Dukh Yeh Nahi
Ke Toone Tasveer Jalayi Meri
Uski Aag Seki Toone
Wahan Mare Hum

Pyar Ka Pyar Ka
Haaye Mere Pyar Ka
Haar Haar Ka
Haaye Meri Haar Ka

Ho Maza Le Rahein Hain
Log Meri Haar Ka (X2)

Yaar Ne Hi Loot Liya
Ghar Yaar Ka
Achha Sila

Ho Achha Sila Diya
Toone Mere Pyar Ka (X2)

Ho Yaar Ne Hi Loot Liya
Ghar Yaar Ka

Achha Sila Diya
Toone Mere Pyar Ka
Ho Achha Sila Diya
Toone Mere Pyar Ka

Yaar Ne Hi Loot Liya
Ghar Yaar Ka
Achha Sila

Aisi Khuda Aisi Khuda
Dua Dede Mujhko
Ke Marne Ke Baad
Hum Dikha Karein Tujhko

Dikha Karein Tujhko (X2)

Aisi Khuda Aisi Khuda
Dua Dede Mujhko
Ke Marne Ke Baad
Hum Dikha Karein Tujhko

Kaash Aisa Ho Ke
Neendein Udd Jaaye Teri
Tere Ghar Ke Aage
Kabar Bane Meri

Ho Kaatil Hai Tu
Mere Aitbaar Ka
Jaani Kaatil Hai Tu
Mere Aitbaar Ka

Ho Yaar Ne Hi Loot Liya
Ghar Yaar Ka

Achha Sila Diya
Toone Mere Pyar Ka
Ho Achha Sila Diya
Toone Mere Pyar Ka

Yaar Ne Hi Loot Liya
Ghar Yaar Ka
Achha Sila

Mere Saath Saath
Chale Teri Parchhayi
Ik Tu Hai Jise
Meri Yaad Na Aayi

Yaad Na Aayi
Yaad Na Aayi

Ho Mere Saath Saath
Chale Teri Parchhayi
Ik Tu Hai Jise
Meri Yaad Na Aayi

Kaun Tha Samundar
Jo Paas Tere Aaya
Kaun Nadi Jisne Teri
Pyas Bujhayi

Ho Kab Se Iraada Tha
Tera Vaar Ka (X2)

Ho Yaar Ne Hi Loot Liya
Ghar Yaar Ka

Achha Sila Diya
Toone Mere Pyar Ka
Ho Achha Sila Diya
Toone Mere Pyar Ka

See this : Mana Apani Jeb Se Fakir Hai Lyrics

Yaar Ne Hi Loot Liya
Ghar Yaar Ka
Achha Sila

Pyar Ka Yaar Ka
Haaye Mere Pyar Ka
Haar Ka Haar Ka
Haaye Meri Haar Ka

Mujhe Lagta Hai Ki
Aivein Hi Baddua Lenge (X2)

Apne Saaf Haath
Gande Kara Lenge

Mujhe Chhod Ke Jaane Wale
Ja Chhod Diya Tujhko
Jiska Mara Hua Zameer
Hum Usko Maar Ke Kya Lenge